google.com, pub-8831754964480622, DIRECT, f08c47fec0942fa0 Happy Diwali Wishes Shayari in Hindi Latest Update

Ticker

6/recent/ticker-posts

Happy Diwali Wishes Shayari in Hindi Latest Update

Happy Diwali Wishes Shayari In Hindi Latest Update


🔥🔥 Happy Diwali 🔥🔥

Diwali Shayari on our Great Army

आज दीपावली मनाने से पहले देश के उन वीरों को भी याद करें
जो दिन-रात हमारे चैन-सुख के लिये सीमा पर निगरानी रखते हैं.

Two Line Happy Diwali Shayari in Hindi

दिवाली के बाद की सुबह उनके लिये बड़ी खुशियाँ लेकर आती है…
कुछ पटाखे तुम बिना जले ही फेँक दिया करो यारो..

Sad Diwali Shayari in Hindi

मिट्टी की भी कीमत बढ़ जाती है पटाखों के धुएँ में दुनिया
गाँव की चूल्हे वाली रसोई नज़र आती है ..


Diwali Shayari for Girlfriend in English


Raat Diwali Ki Hai Magar Kismat Mein Andhera Hai,
Na Chhate Yeh Gham Ke Badal, Na Aaya Savera Hai,
Juda Hamara Hona Yun, Likha Lakiron Mein Tha Magar,
Is Mein Kasoor Eh Sanam Na Tera Na Mere Hai.

Happy Diwali Shayari for Boyfriend

Diyon ki roshni se jhilmilata aangan ho,
Patakho ki goonjo se aasma roshan ho,
Aisi aaye jhum ke yeh diwali,
Har taraf kushiyon ka mausam ho… Happy Diwali..

Happy Diwali Shayari in Hindi GF / BF

Diwali Tum Bhi Manaate Ho,
Diwali Hum Bhi Manaate Hai,
Bus Farq Sirf Itnaa Hai Ki,
Hum Diye Jalaate Hain,
Aur Tum Dil Jalaate Ho.


Diwali Shayari in Hindi for Love



Zamane Bhar Ki Yad Me Mujhe Na Bhula Dena,
Jab Kabhi Yaad Aaye To Zara Muskura Lena,
Zinda Rahe Toh Phir Milnge,
Varna Diwali Me Ek Diya Mere Nam Ka B Jala Lena.


2 Line Diwali Shayari in English Font

khiḌkiyoñ se jhāñktī hai raushnī
battiyāñ jaltī haiñ ghar ghar raat meñ.


Happy Diwali Shayari in Hindi

Roshani bhi hogi, honge chiraag bhi
Awaaz bhi hogi, honge saaz bhi
Par na hogi uski parchaai, na uski aaahat
Bohot sooni hogi yeh diwali
Bin sanam kaise milegi mujhe raahaat.


Happy Diwali Facebook Shayari in Hindi

Tamaan jahaan jagmagaya,
Fir seTyohar Roshni ka aaya,
Koi tumhe hamnse pehle Na dede badhayian,
Isliye, ye paigam e mubarak sabse pehle humne bhijwaya
“Diwali Mubarak“


Short One Line Happy Diwali Shayari

Bewafai se uski jal raha hai mera dil, ise aur na jalaye
kehdo in diyo se ye yun khushiyo ki diwali na manaye

Diwali Ki Shubhkamnaye In Hindi

Diwali ke is shubh avsar per,
Khushiyan bhar jaye jivan mein apke,
Sukh or samridhi or shanti
Maa laxmi laye apke jivan mein.
Diwali Wishes Sms In Hindi Font

अपनों का हो प्यार,
माँ लक्ष्मी का हो वास,
खुशियाँ मिले हज़ार
दिवाली का त्यौहार हो इतना खास.
दिवाली की हार्दिक शुभकामनाये
Happy Diwali Wishes Sms In Hindi For Family & Friends

Maa laxmi ka aashirwad ho,
Aap per khushiyon ki barsaat ho,
Ho sab apne aap ke sath
Diwali ki sab se achi aap ki raat ho..
Happy Diwali

Shubh Diwali Shayari Sms In Hindi

Diwali apki bemisal ho,
Apka jivan kaushal ho,
Apko mile khub tarakki
Or sab se acha apka aane wala saal ho.

Shubh Diwali


Happy Diwali Shayari Hindi Mai

Ho sab se pyari apki ye diwali,
Saze apke jivan me har tarh ki khushali,
Karne apki sari murade puri
Maa lakshmi ghar aye apke is diwali.

Wish You Very Happy Diwali



Happy Diwali Quote Sms In Hindi

Apne hi nhi dusro ki ghar bhi
khushiyon ka diya jalao….
Ye diwali khushiyan mana ke nhi
Khushiyan baant kar manao.

Happy Diwali



Latest Diwali Shayari Messages In Hindi

Diwali ki roshni ke sath jivan apka roshan ho jaye,
apki har khwahish qubool ho jaye,
Mit jaye apke sare kasht dukh
Itni khushiyan jivan me apke bharpur ho jaye.

Very Happy Diwali



Happy Deepavali Shayari In Hindi

Rangoli ke rango ki tarha
Jivan me apke rang bhar jaye,
Jo bhi ap chahe dil se
Dua hai wo apko is diwali mil jaye.

Happy Diwali To all Friends And Family

Post a Comment

0 Comments